Kora Kagaz Tha Ye Man Mera Lyrics

Kora Kagaz Tha Ye Man Mera Lyrics

Kora Kagaz Tha Ye Man Mera Lyrics. कोरा कागज़ था ये मन मेरा गाना 1969 की फिल्म आराधना का जिसे राजेश खन्ना और शर्मीला टैगोर पर फिल्माया गया है| इस गाने को किशोरे कुमार और लता मंगेशकर ने गया है और इसके बोल लिखे है आनंद बक्षी ने| इस गाने को संगीत दिया है एस. डी. बर्मन ने|

Kora Kagaz Tha Ye Man Mera Lyrics

SongKora Kagaz Tha Man Ye Mera
MovieAradhana (1969)
SingerKishore Kumar, Lata Mangeshkar
LyricsAnand Bakshi
Music S. D. Burman
Music LabelSaregama

Kora kagaz tha yeh man mera mera mera
Likh liya naam ispe tera

Kora kagaz tha yeh man mera
Likh liya naam ispe tera
Soona angan tha jeevan mera
Bas gaya pyar ismein tera

Toot na jaayein sapne main darta hoon
Nis din sapnon mein dekha karta hoon
Toot na jaayein sapne main darta hoon
Nis din sapnon mein dekha karta hoon

Naina kajrare matvare yeh ishare
Khaali darpan tha yeh man mera
Rach gaya roop is mein tera
Kora kagaz tha yeh man mera
Likh liya naam ispe tera

Chain ganwaya maine nindiya ganwai
Saari saari raat jaagun doon main duhai
Chain ganwaya maine nindiya ganwai
Saari saari raat jaagun doon main duhai
Kahun kya main aage neha lage jee na lage
Koyi dushman tha yeh man mera
Ban gaya meet jaake tera

Kora kagaz tha yeh man mera
Likh liya naam ispe tera

Baagon mein phoolon ke khilne se pehle
Tere mere naino ke milne se pehle
Baagon mein phoolon ke khilne se pehle
Tere mere naino ke milne se pehle
Kahan ki yeh baatein mulakatein aisi raatein
Toota taara tha yeh man mera
Ban gaya chaand hoke tera
Kora kagaz tha yeh man mera
Likh liya naam ispe tera

More Songs

Leave a Comment