
Dhvani Bhanushali Masoomiyat Song Lyrics. Masoomiyat song is from the album Lagan. The song is sung by Dhvani Bhanushali and lyrics are penned down by Shloke Lal. Music of the song is given by Ahijit Vaghani.
Song | Masoomiyat |
---|---|
Album | Lagan |
Singer | Dhvani Bhanushali |
Music | Abhijit Vaghani |
Lyrics | Shloke Lal |
Music Label | Hitx Music |
Dhvani Bhanushali Masoomiyat Song Lyrics
Naino se dil mein hai utar gayi
Masoomiyat teri yeh kar gayi
Khali thi dil ki daali
Dil ka kamra tha khali
Teri khushboo hai
Iss ko bhar gayi
Naino se dil mein hai utar gayi
Masoomiyat teri yeh kar gayi
Punchu kisi se kisi se
Bhi tere baare mein
Hain saare adab se baatein
Kare tere baare mein
Teri khumari aisi chadi hai
Mujhko to ab na meri padi hai
Chanda mein tu dikhe tu
Dikhe har taare mein
Doriyaan tujhse bandhu
Duayein teri mangu
Saare bhagwaano ke
Main ghar gayi
Naino se dil mein hai utar gayi
Masoomiyat teri yeh kar gayi
Naino se dil mein hai utar gayi
Masoomiyat teri yeh kar gayi
More Lyrics